Wednesday, February 27, 2013

Morning

My bed is like a sailing ship- when I'm tucked in, I take a trip. I leave behind my busy day and sail to places far away. I sail past beaches, gleaming white, with palm trees swaying in the night. I watch the waves break on the shore, and then I see my bedroom floor! I blink my eyes, I scratch my head- my ship is home, I'm back in bed. My ships goes sailing every night and sails home in the morning

Thursday, January 17, 2013

Monday, March 5, 2012


Itne Khush-Naseeb Toh Hum Na The,
Humari Taqdeer Mein Sitam Kam Na The,
Phir Kyu Hum Khuda Ko Itne Bha Gaye,
Ki Ban Ke Ek Hissa Aap Humari Zindagi Mein Aa Gaye..!!
Har Shaks Ko Diwana Bana Deta Hai Ishq,
Mile Yaar Se Nazar Toh Fasana Bana Deta Hai Ishq,
Dil Ke Mariz Ho Toh Kar Lo Mohabbat,
Dil Ko Dhadkana Sikha Deta Hai Ishq..

Ek lafz hai. ( MOHABBAT ) isse kar k dekho tum tadap naa jao to kehna.! Ek lafz hai ( MUQADDAR ) isse ladke dekho tum haar na jao toh kehna.! Ek lafz hai. ( WAFA ) Zamane mein nahin milti.. kahin dhoond pao to kehna.! Ek lafz hai. ( AANSU ) Dil mein chhupa kar dekho.. Tumhari aankhon se na nikle toh kehna.! Ek lafz hai. ( JUDAAI ) isse seh kar toh dekho tum toot ke bikhar na jao toh kehna.! Ek lafz hai. ( KHUDA ) Usse pukaar kar toh dekho sab kuc…

Sunday, November 20, 2011


Mohabbaton mein agar koi rasm o raah nah ho
Sakoon tabaah nah ho, zindagi gunaah nah ho
Kutch aetedaal bhi laazim hai dill lagi key liey
Kissi sey pyaar agar ho to bepanaah nah ho
Iss ehtyaat sey mai terey saath chalta hon
Teri nigaah sey aagey meri nigaah nah ho
Mera wajood hai sachaaion ka aaina
Yeh aour baat keh mera koi gawaah nah ho

Monday, August 22, 2011


Aaj Kisi Duwa ki Kami He

Tabhi To Hamari Ankho Me Nami He..

Koi To He Jo BHUL Gaya Hame

Par Hamare Dil Me Unki Jagah To Wahi He.!
******
Aaj Kisi Duwa ki Kami He

Tabhi To Hamari Ankho Me Nami He..

Koi To He Jo BHUL Gaya Hame

Par Hamare Dil Me Unki Jagah To Wahi He.!!

Saturday, May 21, 2011

Ajeeb Hakeekat


अजीब हकीकत:
10 रुपए का नोट बहुत ज्यादा लगता है जब " गरीब को देना हो "
मगर होटल में बैठे हो तो 1000 भी बहुत कम लगता है, ३ मिनट इश्वर को याद करना बहुत
मुश्किल है पर ३ घंटे की फिल्म देखना बहुत आसान, पूरे दिन मेहनत क बाद gym
जाना नही थकता पर जब अपने ही "माँ- बाप" के पैर दबाने हो तो तंग हो जाते है,
इस मेसेज को फॉरवर्ड करना बहुत मुश्किल होता है जब की फ़िज़ूल जोक्स को फॉरवर्ड करना हमारा फ़र्ज़ बन जाता है