Aanken band kar bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain,
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta,
Aakhiri pal tak o mehbooba, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Aaj phir dil hai kuchh udaas-udaas,jaane kyun ek mayusi si chhayi hai,
Aaj fir palkon pe pani hai,bheer mein hoon phir kyun ye tanhai hai.
Hontho ki zuban ye ansoo kehete hai,
Jo chup rete hai fir bhi behete hai,
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye,
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain
No comments:
Post a Comment